Story

New phase of life

Story

New phase of life

Ab tumse Milne ki aarzoo kam hone lagi hai Ab raato me tumhari yaad kam jagane lagi hai ab tumhare naam se ye Dil thoda Kam dukhta hai aur ab tumhare kahi baato ke sahare ye din nahi guzarta hai Ab sab thoda theek lagne laga hai thoda thoda hi sahi par dil ko wo khoya apnapan fir Milne laga hai par in sab ke beech ye bhi toh sach haina aaj bhi har shaam dhalne par iss dil ko intezar bass tumhara rehta hai

Write a comment ...